Zia, here
- Locked due to inactivity on Aug 4, '16 4:31pm
Thread Topic: Zia, here
-
Chalo maine use pareshaan toh kar diya. bas kis account se post kar rahi hoon uska dhyaan rakhna hai, nahi toh gadbad ho jayega.
-
phone signal very bad
-
Haan,dhyaan rakhna...Varna tere quiz k comments jaisa ho jaaega. Pyra ko pataa chal gaya na tera MG wala account!
-
Kaunsi nayi baat hai...
-
^333 post
Haan, but pyra acchi hai.
S--- maine uska quiz nahi liya. kya karun, mera paas time hi nahi tha. aaj subah dekhi ki comments, toh no comments hoga -
Haan, to theek hai na, thoda der se liya quiz to. Kabhi kabhi busy bhi hote hain.
-
Haan woh samajhdaar hai. main physics k exam k baad le lungi.
isse mujhe yaad aaya ki hume physics k liye padhna hai. theek hai, bye. Wednesday ko milte hain
stupid signal -
Ya, bye! Take care.
-
hi
-
Hey
-
haan toh mujhe Ktg samajh nahi aa raha
-
kal mera paper ganda jayega ;(
-
Dekh usmein zyaada Kuchh samajhne ka hai hi nahin. Rat le.
-
aur numericals?
-
Don't worry. Aaj jitna padhaa hai na, utna to aa hi jaayega tujhe. Plus, iss baar numericals bhi aasaan hi hain.
This thread is locked, therefore no new posts can be made.





