Zia, here
- Locked due to inactivity on Aug 4, '16 4:31pm
Thread Topic: Zia, here
-
*bheja
-
Theek hai, bhej dungi thodi der mein
-
Gtq par nahi?
-
Gtq par bhejun kya?
-
Chal chodd, whatsapp par hi bhej de. Mujhe gtq par bharosa nahi hai. pata chalega, bahut saare log (u know who), baith ke solve karne lageinge aur uski baizzati karenge.
Pataa nahi abhi kitne log stalk kar rahe honge. -
Haan, bahut log kar rahe honge...unko Kuchh samajh mein nahin aayega except thode angrezi k shabd
-
haan. Maine quiz banaya hai
-
Kaunsa? Ek to Maine uss din liya tha, bio wala. Uske baad bhi koi banaya?
-
Achha, abhi dekha Maine. ADHD wala na?
-
ADHD par hai. Tere obvious results "Aapko ADHD nahi hai".
Ye quiz toh godara aur yadu ko lena chahiye -
Lp: haan wohi
-
Haan, unka to 100% aayega!
-
Infact pragya ka bhi, aur shayad kusha ka bhi
-
Sahi kaha! Isse mujhe ek idea aaya hai kkusha k naamkaran ka!
-
Kya hai, bataa?
In her words, "____ Really???"
This thread is locked, therefore no new posts can be made.



